The lightning almost snatches away their sight. Every time it lights [the way] for them, they walk therein; but when darkness comes over them, they stand [still]. And if Allah had willed, He could have taken away their hearing and their sight. Indeed, Allah is over all things competent.
Qareeb hai kay bijli inn ki aankhen uchak ley jaye jab inn kay liye roshni kerti hai to chaltay phirtay hain aur jab inn per andhera kerti hai to kharay hojatay hain aur agar Allah Taalaa chahaye to inn kay kanon aur aankhon ko bey kaar kerdey. Yaqeenan Allah Taalaa her cheez per qudrat rakhney wala hai.
क़रीब है कि बिजली उनकी निगाहों को उचक ले, जब भी उन पर बिजली चमकती है उसमें वे चल पड़ते हैं, और जब उन पर अंधेरा छा जाता है तो वे रुक जाते हैं, और अगर अल्लाह चाहे तो उनके कान और उनकी आँखों को छीन ले, अल्लाह यक़ीनन हर चीज़ पर क़ादिर है।
It is He who created for you all of that which is on the earth. Then He directed Himself to the heaven, [His being above all creation], and made them seven heavens, and He is Knowing of all things.
Woh Allah jiss ney tumharay liye zamin ki tamam cheezon ko peda kiya phir aasman ki taraf qasad kiya aur unn ko theek thaak saat aasman banaya aur woh her cheez ko janta hai.
वही है जिसने तुम्हारे लिए वह सब कुछ पैदा किया जो ज़मीन में है, फिर आसमान की तरफ़ तवज्जोह की, पस सातों आसमान तैयार कर दिए, और वह हर चीज़ को जानने वाला है।