So We took retribution from them, and We drowned them in the sea because they denied Our signs and were heedless of them.
Phir hum ney unn say badla liya yani unn ko darya mein gharq ker diya iss sabab say kay woh humari aayaton ko jhutlatay thay aur inn say bilkul hi ghaflat kertay thay.
फिर हमने उनको सज़ा दी और उनको समुंदर में डुबो दिया; क्योंकि उन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया और उन से बे-परवा हो गए।
I will turn away from My signs those who are arrogant upon the earth without right; and if they should see every sign, they will not believe in it. And if they see the way of consciousness, they will not adopt it as a way; but if they see the way of error, they will adopt it as a way. That is because they have denied Our signs and they were heedless of them.
Mein aisay logon ko apney ehkaam say bar-gashta hi rakhon ga jo duniya mein takabbur kertay hain jiss ka unn ko koi haq hasil nahi aur agar tamam nishaniyan dekh len tab bhi woh inn per eman na layen aur agar hidayat ka raasta dekhen to iss ko apna tareeqa na banayen aur agar gumrahi ka raasta dekh len to iss ko apna tareeq bana len. Yeh iss sabab say hai kay enhon ney humari aayaton ko jhutlaya aur inn say ghafil rahey.
मैं अपनी निशानियों से उन लोगों को फेर दूँगा जो ज़मीन में नाहक़ घमंड करते हैं, और अगर वे हर क़िस्म की निशानियाँ देख लें तब भी उन पर ईमान न लाएं, और अगर वे हिदायत का रास्ता देखें तो उसको न अपनाएंगे, और अगर गुमराही का रास्ता देखें तो उसको अपना लेंगे, यह इस वजह से है कि उन्होंने हमारी निशानियों को झुठलाया और वे उनकी तरफ़ से ग़ाफ़िल रहे।
And [mention] when your Lord took from the children of Adam - from their loins - their descendants and made them testify of themselves, [saying to them], "Am I not your Lord?" They said, "Yes, we have testified." [This] - lest you should say on the day of Resurrection, "Indeed, we were of this unaware."
Aur jab aap kay rab ney aulad-e-aadam ki pusht say unn ki aulad ko nikala aur unn say unn hi kay mutalliq iqrar liya kay kiya mein tumhara rab nahi hun? Sab ney jawab diya kiyon nahi! Hum sab gawah bantay hain. Takay tum log qayamat kay roz yun na kaho kay hum to iss say mehaz bey khabar thay.
और जब आपके रब ने आदम की औलाद की पीठों से उनकी औलाद को निकाला और उनको गवाह ठहराया ख़ुद उनके ऊपर, क्या मैं तुम्हारा रब नहीं हूँ? उन्होंने कहाः हाँ क्यों नहीं! हम इक़रार करते हैं, यह इसलिए हुआ कि कहीं तुम क़यामत के दिन कहने लगो कि हमको तो इसकी ख़बर न थी।
And We have created above you seven layered heavens, and never have We been of [Our] creation unaware.
Hum ney tumharay upper saat aasman banaye hain aur hum makhlooqaat say ghafil nahi hain.
और हम ने तुम्हारे ऊपर सात रास्ते बनाए हैं। और हम सृष्टि-कार्य से ग़ाफ़िल नहीं