And dutiful to his parents, and he was not a disobedient tyrant.
Aur apney maa baap say nek salook kerney wala tha woh sirkash aur gunehgar na tha.
और अपने माँ-बाप का हक़ पहचाने वाला था। और वह सरकश अवज्ञाकारी न था
And [made me] dutiful to my mother, and He has not made me a wretched tyrant.
Aur uss ney mujhay apni walida ka khidmat guzaar banaya hai aur mujhay sirkash aur bad-bakht nahi kiya.
और अपनी माँ का हक़ अदा करने वाला बनाया। और उस ने मुझे सरकश और बेनसीब नहीं बनाया
And when he wanted to strike the one who was an enemy to both of them, he said, "O Moses, do you intend to kill me as you killed someone yesterday? You only want to be a tyrant in the land and do not want to be of the amenders."
Phir jab uss kay aur apnay dushman ko pakarna chaha woh faryadi kehnay laga kay musa ( alh-e-salam ) kiya jissa tarah tu ney kal aik shaks ko qatal kiya hai mujhay bhi maar dalna chahata hai tu to mulk mein zalim-o-sirkash hona hi chahata hai aur tera yeh irada hi nahi kay milap kerney walon mein say ho.
फिर जब उस ने ईरादा किया कि उस व्यक्ति को पकड़े, जो उन लोगों का शत्रु था, तो वह बोल उठा, "ऐ मूसा, क्या तू चाहता है कि मुझे मार डाले, जिस प्रकार तूने कल एक व्यक्ति को मार डाला? धरती में बस तू निर्दय अत्याचारी बनकर रहना चाहता है और यह नहीं चाहता कि सुधार करने वाला हो।"