And of the people is he who sells himself, seeking means to the approval of Allah . And Allah is kind to [His] servants.
Aur baaz log woh bhi hai jo Allah Taalaa ki raza mandi ki talab mein apni jaan tak baich detay daltay hain aur Allah Taalaa apney bandon per bari meharbani kerney wala hai.
और लोगों में कोई है कि अल्लाह की ख़ुशी की तलाश में अपनी जान को बेच देता है, और अल्लाह अपने बंदों पर निहायत मेहरबान है।
And the example of those who spend their wealth seeking means to the approval of Allah and assuring [reward for] themselves is like a garden on high ground which is hit by a downpour - so it yields its fruits in double. And [even] if it is not hit by a downpour, then a drizzle [is sufficient]. And Allah , of what you do, is Seeing.
Unn logon ki misal jo apna maal Allah Taalaa ki raza mandi ki talab mein dil ki khushi aur yaqeen kay sath kharach kertay hain uss baagh jaisi hai jo oonchi zamin per ho aur zor daar barish uss per barsay aur woh apna phal dugna laway aur agar uss per barish na bhi barsay o phuwar hi kafi hai aur Allah tumharay kaam dekh raha hai.
और उन लोगों की मिसाल जो अपने मालों को अल्लाह की रज़ा के लिए और अपने आप में मज़बूती के लिए ख़र्च करते हैं एक बाग़ की तरह है जो बुलंदी पर हो कि उस पर ज़ोर की बारिश पड़े तो वह दोगुना फल दे, और अगर बारिश ज़ोर की न पड़े तो हलकी फुवार भी काफ़ी है, और जो कुछ तुम करते हो अल्लाह उसको देख रहा है।
No good is there in much of their private conversation, except for those who enjoin charity or that which is right or conciliation between people. And whoever does that seeking means to the approval of Allah - then We are going to give him a great reward.
Inn kay aksay khufia mashwaron mein koi khair nahi haan! Bhalaee uss kay mashwaray mein hai jo kheyraat kay ya nek baat ka ya logon mein sulah keraney ka hukum keray aur jo shaks sirf Allah Taalaa ki raza mandi hasil kerney kay iraday say yeh kaam keray ussay hum yaqeenan boht bara sawab den gay.
उनकी अकसर सरगोशियों में कोई भलाई नहीं है, भलाई वाली सरगोशी सिर्फ़ उसकी है जो सदक़ा करने को कहे या किसी नेक काम के लिए या लोगों में सुलह कराने के लिए कहे, और जो शख़्स अल्लाह की ख़ुशनूदी के लिए ऐसा करे तो हम उसको बड़ा अज्र अता करेंगे।