But whoever desires the Hereafter and exerts the effort due to it while he is a believer - it is those whose effort is ever appreciated [by Allah ].
Aur jiss ka irada aakhirat ka ho aur jaisi kosish uss kay liye honi chahaye woh kerta bhi ho aur woh baa eman bhi ho pus yehi log hain jin ki kosish ki Allah kay haan poori qadar daani ki jaye gi.
और जिसका इरादा आख़िरत का हो और जैसी कोशिश उसके लिए होनी चाहिए वह करता भी हो और वह ईमान वाला भी हो, पस यही लोग हैं जिनकी कोशिश की अल्लाह के पास पूरी क़द्रदानी की जाएगी।
[They are] those whose effort is lost in worldly life, while they think that they are doing well in work."
Woh hain kay jinki dunyawi zindagi ki tamam tar kosishen bekar hogaeen aur woh issi gumaan mein rahey kay woh boht achay kaam ker rahey hain.
ये वे लोग हैं जिनका प्रयास सांसारिक जीवन में अकारथ गया और वे यही समझते हैं कि वे बहुत अच्छा कर्म कर रहे हैं