So when they entered upon Joseph, they said, "O 'Azeez, adversity has touched us and our family, and we have come with goods poor in quality, but give us full measure and be charitable to us. Indeed, Allah rewards the charitable."
Phir jab yeh log yousuf ( alh-e-salam ) kay pass phonchay to kehney lagay aey aziz! Hum ko aur humaray khaandan ko dukh phoncha hai. Hum haqeer poonji laye hain pus aap humen pooray ghallay ka naap dijiye aur hum per kheyraat kijiye Allah Taalaa kheyraat kerney walon ko badla deta hai.
फिर जब वे यूसुफ़ के पास पहुँचे तो उन्होंने कहाः ऐ अज़ीज़! हमको और हमारे घर वालों को बड़ी तकलीफ़ पहुँच रही है और हम थोड़ी पूंजी लेकर आए हैं तो आप हमको पूरा ग़ल्ला दे दीजिए और हमको सदक़ा भी दे दीजिए, बेशक अल्लाह सदक़ा करने वालों को उसका बदला देता है।
And We did certainly create the heavens and earth and what is between them in six days, and there touched Us no weariness.
Yaqeenan hum ney aasmanon aur zamin aur jo kuch iss kay darmiyan hai sab ko ( sirf ) cheh ( 6 ) din mein peda kerdiya aur humen thakaan ney chua tak nahi.
हम ने आकाशों और धरती को और जो कुछ उन के बीच है छः दिनों में पैदा कर दिया और हमें कोई थकान न छू सकी