The believers are only those who, when Allah is mentioned, their hearts become fearful, and when His verses are recited to them, it increases them in faith; and upon their Lord they rely -
Bus eman walay to aisay hotay hain kay jab Allah Taalaa ka zikar aata hai to unn kay quloob darr jatay hain aur jab Allah ki aayaten unn ko parh ker sunaee jaatin hain hain to woh aayaten unn kay eman ko aur ziyada ker deti hain aur woh log apney rab per tawakkal kertay hain.
ईमान वाले तो वे हैं कि जब अल्लाह का ज़िक्र किया जाए तो उनके दिल डर जाएं और जब अल्लाह की आयतें उनके सामने पढ़ी जाएं तो वे उनका ईमान बढ़ा देती हैं और वे अपने रब पर भरोसा रखते हैं।
[They are] those who endured patiently and upon their Lord relied.
Woh jinhon ney daman-e-sabar na chora aur apney palney walay hi per bharosa kertay rahey.
वे ऐसे हैं जो सब्र करते हैं और अपने रब पर भरोसा रखते हैं।
Indeed, there is for him no authority over those who have believed and rely upon their Lord.
Eman walon aur apney perwerdigar per bharosa rakhney walon per uss ka zor mutlaqan nahi chalta.
उसका ज़ोर उन लोगों पर नहीं चलता जो ईमान वाले हैं और अपने रब पर भरोसा रखते हैं।
Who have been patient and upon their Lord rely.
Woh jinhon ney sabar kiya aur apnay rab taalaa per bharosa rakhtay hain.
जिन्होंने धैर्य से काम लिया और जो अपने रब पर भरोसा रखते हैं
So whatever thing you have been given - it is but [for] enjoyment of the worldly life. But what is with Allah is better and more lasting for those who have believed and upon their Lord rely
To tumhen jo kuch diya gaya hai woh zindaganiy-e-duniya ka kuch yun hi sa asbab hai aur Allah kay pass jo hai woh iss say ba-darja behtar aur payedaar hai woh unn kay liye hai jo eman laye aur sirf apnay rab hi per bharosa rakhtay hain.
तुम्हें जो चीज़ भी मिली है वह तो सांसारिक जीवन की अस्थायी सुख-सामग्री है। किन्तु जो कुछ अल्लाह के पास है वह उत्तम है और शेष रहने वाला भी, वह उन्ही के लिए है जो ईमान लाए और अपने रब पर भरोसा रखते है;